Waada tha har raat ka Umar bhar saath ka Tu aaya nahi saajna Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua Jo mere kuch karz the Tere bhi kuch farz the Tumhi toh humdard the Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua Bewajah ishq mein sanam Hum yoonn na jalte Humko pata jo hota Ishq na karte Tune kaha tha aayega Mujhe bhi intzaar tha Tha mausam barsaat ka Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua Teri bewafaai ka agar Shikva na karte Dard dilon ke sanam Kam kaise karte Aaj dil udaas hai Sooni sooni si raat hai Ashqon ki barsaat hai Waadon ka kya hua Waadon ka kya hua