Ik umeed thi tum mere saath ho Meri Eid wali raat ho Na nikaloge dil se hamein tum kabhi Maana ke zara naaraaz ho Tere dil ke nikaale sanam Ab batao kidhar jayenge Tumhe pyaar nahi ab humse Bewajah hum toh mar jayenge Tere dil ke nikaale sanam Ab batao kidhar jayenge Tumhe pyaar nahi ab humse Bewajah hum toh mar jayenge Tere zikr labon pe aayenge Mehfil mein jahan bhi jayenge Zakhm seene ke dikh jayenge Bewajah hum toh mar jayenge Tere dil ke nikaale sanam Ab batao kidhar jayenge Kal raat thodi peeli thi Toh yaad aaya mujhe Main wahin hoon na jo boht Acha laga tha tujhe Har mulaaqaat ke baad kehti thi tum Babu chhod toh nahi doge na mujhe Bas teen saal huye hain Aur tu badal gayi hai Tu wahin purani teri khwahishein nayi hain Kabhi daulat, kabhi jism insaan dhoondhta rehta hai Bewafaai toh insaan ki fitrat rahi hai Tere dil ke nikaale sanam Ab batao kidhar jayenge Tumhe pyaar nahi ab humse Bewajah hum toh mar jayenge