Aisay baatein toh na banao na Know that you're on my mind na Meri hasraton ko jagao na Mere dil ki dikkat mitao na Mere dil ka dar to khula hai Dil ko pasand hai Tu dilruba hai Tu mujhsay ab jo khafa hai Mujhko khabar hai kiski khata hai Teri apni bhi ek ana hai Mera apna ek martaba hai Yahan jhukna jaisay gunah ho Aisay baatein toh na banao na Yeah, yeah Aksar, mustar Mujhay dekhe zamana Mein jaisay tamasha hun Mein nazron ke saamne Par pahunch se door Mein kis se shanasah hun? Mujhay talab hai teri Kal pe haath koi half uthayen kya? Hum hon aur bas hum hi hon Aisi koi raat bitayen kya? Dil ko tasalli bhi di hai Dil ko samjhaya bhi hai par Kuch gham chhupa chuka hun mein Kuch kaafi numaya bhi hain par Khuda ki ibaadat bhi ki hai Kuch logon ne ussey daraya bhi hai par Wazan hai in kandhon pe kaafi Kabhi us wazan ne jhukaya nahi par Ab sirf tera saath chahiye Sadiyon se lambi ek raat chahiye Sau dard ek dawa chahiye Bhatke musafir ko raah chahiye Logon ko meri qala chahiye Mujhay logon ka ek ijtimah chahiye Toh ab baaton pe baatein banao na Guzarish hai ab chale aao na Aisay baatein toh na banao na Know that you're on my mind na Meri hasraton ko jagao na Mere dil ki dikkat mitao na Mere dil ka dar to khula hai Dil ko pasand hai Tu dilruba hai Tu mujhsay ab jo khafa hai Mujhko khabar hai kiski khata hai Teri apni bhi ek ana hai Mera apna ek martaba hai Yahan jhukna jaisay gunah ho Aisay baatein toh na banao na Tu baad-e-saba si lagay Tu mujhay hunar si lagay Ek azam si lagay, ek qala si lagay Dehlade jo dil voh adaa si lagay Bheer mein bhi tu tanha hi lagay Hum tere pehlu mein aa hi gaye Parday toh hum mein ab na hi rahay Dard-e-dil ab mujhay kya hi karen Mujh pe to baadal ab chha hi gaye Raahi nahi sirf raah hi rahay Chahne waalay nahi chahat rahay Tere qadam ki ek aahat aati rahay Mere sabar ki alamat rahay Meri nadamat ki nahi koi hadd Mein kehta hun tu bhi salamat rahay Mujhay bhi teri ek aadat rahay I know, I know Tere jaisay nahi yahan koi aur Hello, hello Kari tujhay kal mene call I love, I love Jab tu move karay on that floor Easy, peasy baby Mujhay lagana nahi parta ab zor You know Aisay baatein toh na banao na Know that you're on my mind na Meri hasraton ko jagao na Mere dil ki dikkat mitao na Mere dil ka dar tou khula hai Dil ko pasand hai Tu dilruba hai Tu mujhsay ab jo khafa hai Mujhko khabar hai kiski khata hai Teri apni bhi ek ana hai Mera apna ek martaba hai Yahan jhukna jaisay gunah ho Aisay baatein toh na banao na