Mashoor-e-zamana hai teri jawani Tu sabki chahat hai par tu kya chahti Tu chaandni raaton ki jaanam aur tu hi subah bhi Tu ajr hai meri nekiyon ka aur tu gunah bhi Utha hi nahi sakay nazron ko hum tere saamne Jo kehna tha aaya nahi phir voh meri zabaan pe Tum aayi ho leke rakam ki shakl mein jo husn ye Muhabbat to bikti nhi meri dil ki dukaan pe Ye zakhmi sa dil hai, ispay tum chhurriyan chalaya karo na Kabhi fursat nahi par tum milne to aaya karo na Haan darya dil hun par tum beh to na jaaya karo Ye dil hai koi taash nahi toh na shartein lagaya karo I know you wanna let go I know you wanna let go Milte bhi kab tak Bichrenge ab toh I know you wanna let go I know you wanna let go Milte bhi kab tak Bichrenge ab toh Dekh duniya ye teri dewaani Teri yaad mein peete hein ye khara paani Dil pe hai bojh, zehen pe hai pareshaani Abhi barbaad hue hein tum kar do tabah bhi Wajah bhi na puchun tumhe mein Mein halka sa dikhta dhuen mein Shanahsah haan tumse hua tha mein Par ab zamaana hua hai mile hue Dil ko tasalli hi dedo Is dil ko tasalli nahi hai Duniya badalti hai fitratan ismein humari koi galti nahi hai Ye zakhmi sa dil hai, ispay tum chhurriyan chalaya karo na Kabhi fursat nahi par tum milne to aaya karo na Haan darya dil hun par tum beh to na jaaya karo Ye dil hai koi taash nahi toh na shartein lagaya karo I know you wanna let go I know you wanna let go Milte bhi kab tak Bichdenge ab toh I know you wanna let go I know you wanna let go Milte bhi kab tak Bichdenge ab toh