Andheron mein rahun Kuch dikhta hi nahi Hai haathon mein qalam Par likhta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Andheron mein rahun Kuch dikhta hi nahi Hai haathon mein qalam Par likhta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Tareeki mein mashaal ki tarah ho tum Arsay baad aaye khayaal ki tarah ho tum Par dekho jaanam aaj phir tum aayi nahi Toh kya mere zavaal ki tarah ho tum? Karti ho mujhay kaisay lajawaab tum? Puche gaye ek sawaal ki tarah ho tum Murrkay saamne tum aa hi jaati ho na phir Jaan-e-man mere aamaal ki tarah ho tum Phir kaisay tujhsay door rahein? Hum bhi kitnay majboor rahein? Hosh kya? Nashe mein choor rahein Aaj kal baatein bari bari bhool rahein Aaj kal aate hi nahi ghar Aaj kal raatein meri blur Aaj kal bura hai hashar Aaj kal chahiye bas sabar Aaj kal yaad aaye teri toh mein pee leta hun tab Ab every other day I'm faded Lagta hi nahi I've made it Lagta hai mujhe ye aadatein hi maar dengi Meri khwahishein kya kabhi mera saath dengi? Parindon ka toh shajar hi thikana hai Mujhay apna zaati ghar banana hai Mere khwaab sirf khwaab toh nahi Halaat se khayi kabhi maat toh nahi Hadd-e-aakhir phir mein kaisay kardun zaahir? Mere paas mehnat ka hisaab hi nahi Mere paas sawaalon ka jawaab nahi Na hi na kar sakun, na hi karun haan kabhi Tu aa bhi jaaye shayad ke tu aa bhi nahi Mujhay bas shak hai, bharosa toh nahi Mein tera sach hun, mujhay jhutla toh nahi Mein samajh sakta hun Mujhay samjha toh sahi Andheron mein rahun Kuch dikhta hi nahi Hai haathon mein qalam Par likhta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Andheron mein rahun Kuch dikhta hi nahi Hai haathon mein qalam Par likhta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi Gham mit'ta hi nahi