Choti si umar uski khuwab us k baray Apne khuwab poore karne k liye wo apne Maabaap se laray Usse hosh koi nahi k us k mabaap us k sath kharay Un ka kehna tha chor rap agay jahan aur baray Wo bana chahta tha famous Wo chahta k mere paas bhi ho paisa Wo sochta rehta tha k mere aspaas log ghoome hai Imagine krta tha k ye manzar hoga kaisa Paise k nashay mai jism bangaya lava Wo bolta rehna larta rehta ek din zaroor aiga paisa papa Ye sun k papa thou uduaas hue Kahen beta phar nahi atha paisa aisa Wese chora thu ne aaj bhe mai waisa Paishay k nashay mai bhool gaya sara qissa Thu ne thou barbaad kia Nikaldia mera adha hissa Chal tujhe maaf kia jane dia Jese thu gayi maine apne aap se baat kia Wo aaj bhe pooche taimour kaha gaya Taimour ko usne mardia taimour thou margaya Taimour thou jaa chuka kab ka Ya gaana karta hoon mai dedicate jn saray larkon jo sunte apne nahi balke sunte dosro ko Phele mai bhi tha insaray larkon mai se ek aaj dekh Gaanay phenkraha hoon jo tum saray sun rahe ho Bhari pari bebasi mere apne dil mai Akela tha akela raha koi aya nahi milne Mai sochta rehta tha zaroor ayega ek din Log aenge mujhse mil kar jaenge Wo ghalat fehmi thi aja jati kehti thi Mujhpe haste thy k thu nahi karega sahi se tujh se na hopayega Mujhe mere apno ne bhi kaha K tera mazaaq urega Mat kr thu buhut bura lagega Ab taimour tha barbaad buhut Nahi krta tha baat, rehta udaas buhut Wo Phir wo jaga ek din Ghar se nikal kar bhaga ek din He thought his music is the best Us k andar agaya cofidence Us k pas larkay buhut saray buhut baray Us ko ek baba ne kaha tha beta esa kaam kario k maut tujhse daray Maut tujhse laray Mere sheher mai athay jatay log maray Buhut baray hadsaat se guzre per hum akhir thak saath kharay Ab taimour hai ek artist taimour k views buhut baray...