Yeah, yeah You already know what it is Okay Main dhoondhu tujhe har jagah har jagah Kahan chhupke tu baithi zara de bata Aayi bhar ke jawaani tere body mein Ya to mere ghar aja ya to dede tera pata Karenge hum zyada kuch nahi baby Bas thoda thoda hint mein dedu bta Aag lag jaani jaan ke jaan tu jaan se badkar meri Main thoda teri aankhon pe marr gaya (Marr gaya) Main thoda teri baaton pe marr gaya (Marr gaya) Tu thoda thoda move hui jo (Okay) To sara mera jaam bikhar gaya Oops! Main thoda teri aankhon pe marr gaya (Marr gaya) Main thoda teri baaton pe marr gaya (Marr gaya) Tu thoda thoda move hui jo (Okay) To sara mera jaam bikhar gaya Oops! Aayi banke tu maut ka samaan Tere peeche matter ho gaye meri jaan Maine bhi maangi ek wish kibba karke finish Tere saath guzaarun ek shaam Chal aane de aane de Phone tere daddy ka aane de aane de Meri nayi saaliyon ko jaane de jaane de Jaake uncle ko bataane de taane de Main kal hi mila hun teri mummy se chok pe Mauke pe chauka bhi maare hain shok se Kehti hain baat hazam nahi hori pasand tujhe ladki mein aya meri kya? Main bola teri aankhon pe marr gaya (Marr gaya) Main bola teri baaton pe marr gaya (Marr gaya) Tu thoda thoda move hui jo (Okay) To sara mera jaam bikhar gaya Oops! Main thoda teri aankhon pe marr gaya (Marr gaya) Main thoda teri baaton pe marr gaya (Marr gaya) Tu thoda thoda move hui jo (Okay) To sara mera jaam bikhar gaya Oops! Ayee, main apni hi marzi ki maalik hun Mere baare abhi kuchh bhi na jaane tu Mere pyaare itihaas nikaal ke dekh main cheez hun kya? Mujhe Call aya jiska vo daddy nahi ex tha Baby vapas ajao uska hi text tha Vaise main faltu ki baatein ni sunti Par jitna bhi kaha tune sab kuch best (Best hai) Main bhi kal hi mili hun teri mummy se chok pe Mauke pe chauka bhi maare hain shok se Kehti hain baat hazam nahi hori pasand tujhe ladke mein aya mere kya? Main boli teri aankhon pe marr gayi (Marr gayi) Main boli teri baaton pe marr gayi (Marr gayi) Tu thoda thoda accha laga jo Main tujhpe hi poori bikhar gayi Oops! Main thoda teri aankhon pe marr gayi (Marr gayi) Main thoda teri baaton pe marr gayi (Marr gayi) Tu thoda thoda accha laga jo (Okay) Main tujhpe hi poori bikhar gayi Oops! Main thoda teri aankhon pe marr gaya (Marr gaya) Main thoda teri baaton pe marr gaya (Marr gaya) Tu thoda thoda move hui jo (Okay) To sara mera jaam bikhar gaya Oops! Main thoda teri aankhon pe– Main thoda teri baaton pe– Tu thoda thoda mujhpe hi Toh saara mera (Haa, haa) Oops!