You already know what it is? King is in the building! Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein? Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein? I never break a heart ye cheezein mujhpe nahi jachti Oo baby I never play that part, tu kya hi nikaalegi galti Main tere saamne fir tere peeche kyun ilzaamon ki kashti Main kyun hi churaaunga jeetne mein jab der nahi lagti Kehti dil ye mera tha seene mein jab raat Ko soyi thi Shayad tu hai vo jiski vajah se baad me royi thi Pata hi na chala tujhse pyaar ho gaya! Darwaza dekhti rahi intezaar ho gaya! Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole Casanova Ab jana hum kya karein? Tum kehti kehti thi Pyaar na karenge hum Maine bola tha kho dunga tujhko to dhoondhega tera sanam! Teri galti hui Ese bichhde hum Tune khel ke tode usool Ab na rakhna koi bharam In hothon mein band baatein teri meri Raaz na kahi khul jaaye! Kisi raste milo tum kabhi ek duje ko dekhke hass jayein Aur ghuzro tum saamne aage ko badh jao peeche fir mudna nahi Zamana ye padhlega nazron ki baatein humari Main tujhse bas kehna yahi... Jo kabhi hum na milein Na aap shikwa karein Zamana bole Casanova Ab jana hum kya karein? Kabhi fir na mile Na aap shikwa karein Zamana bole Casanova Ab jana hum kya karein? Casanova Casanova!