Naa jaane main ye ab kaise Mujhe ye kya ho gaya Main tera ho gaya Kyu aisa lage jaise Aawara sa main Tune ye kya kar diya Sab kuch badal diya Jaanu na kaisa ab Tera hi hun main Tujhse pehle jaise jeete the Meri jaana hum theek the Kuch aisi aashiqon ki lagi thi kataar Jisme hum sabse peeche the Bas tum Jaan lo hum jaan dete ni andaazon pe Jawab rakh dein to sawaal khafa honge Tabhi hum chup rehke karein salaam Unhe jinhe iss pyaar mein nafa honge Khoyi zindagi kaale kaamon mein Pyaar kahan hai Na main dhoondhun mera yaar kaha hain Par tu samne hai aur Naa jaane main ye ab kaise Mujhe ye kya ho gaya Main tera ho gaya Kyu aisa lage jaise Aawara sa main Tune ye kya kar diya Sab kuch badal diya Jaanu na kaise ab Tera hi hun main Haath range jinke saare kaale kaamon mein Vo kya hi kisi aur rang se khafa honge Kabhi na lenge hum tumhara ye naam Bas dil hi mein rakh ke fana honge Dur se khade dekhenge hum Pyaar ke paas bhi aana nahi Wohohoho Ye khel ki tarah hai Kabhi hara hai Kabhi jeeta Tabhi kehte hain Khoyi zindagi kaale kaamon mein Pyaar kahan hai Na main dhoondhun mera yaar kaha hain Par tu samne hai aur Naa jaane main ye ab kaise Mujhe ye kya ho gaya Main tera ho gaya Kyu aisa lage jaise Aawara sa main Tune ye kya kar diya Sab kuch badal diya Jaanu na kaisa ab Tera hi hun main Tha main laapata Kabse yahaan Koi apna kahaan tha Kaali raatein, kaale kaamon Mein shaamil Dil lagaana mujhe lagta Guna sa tha Ab honana juda Tu hai naya sapna Kaise tujhse khafa honge Sirf tera hai nasha Baaki kaun yahaan Jisse apna keh saku main Ab to ye mujhko bhi lagne laga hai Kaali ye raaton ki tu hi subha hai Anjani raahon pe tu lage apna sa Na jaane main ye ab kaise Mujhe ye kya hogaya Main tera hogaya Kyun aise lage jaise Aawara sa main Tune ye kya kardia Sab kuch badal diya Jaanu na kaise ab Tera hi hun main Tera hi hun main Bas tera hi hun main Tera hi tera hi tera hi Hun main