Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri 
De de dil jaaye na jaan yeh 
Hain kasam hain meri 

Tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain
Tu meri bechaini tu hi meri raahat hain
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri

Main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon
Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon

Tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain
Tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain
Tu hi manzil meri
Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri 

Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera 
Kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera

Tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain
Tu meri betaabi tu hi mera qaatil