Kya chaalu hai? Kya chaalu hai yahan pe? Emiway Bantai – Malum hai na? 2023 Nava saal (Kylo!) Nava shot Chal eh! Asal mein nalle saale gaane mein ye shaana bante Zamane mein jo seekhe likhte phir kya gaana bante Aath ghanta sote, chaar ghanta khana-peena Baaki kya? Hustle karte apun poore barah ghante Izzat ki parwah nahi hai ye log ko farak nahi hai Aise logon ke liye jannat chhod narak nahi hai Aur kuch banna chahiye aise logon ke liye Ye to dusron ke raste pe chalte, in ka khud ka sadak nahi hai Peeche se vaar karte jo saale wo marad nahi hai Bharosa kare logon pe haan tu bhi galat nahi hai Haan jaan ke bhi kaafi baar ho gayi galtiyaan Kya karein lala humein insaanon ki parakh nahi hai Saras nahi hai life to saras bana Nashedi dost bolega ek aur ye beta charas bana Unko chhod apne life ko tu alag bana Mehnat kar, patte gin, ghar apna kadak bana Mazaak mein jeeyega to life Hera-Pheri hai Naya din, zindagi ek aur mauka de rahi hai Nikal tu tere comfort zone se, haan Life aaj se change kar daal, kis baat ki deri hai? Mazaak mein jeeyega to life Hera-Pheri hai Naya din, zindagi ek aur mauka de rahi hai Nikal tu tere comfort zone se, haan Life aaj se change kar daal, kis baat ki deri hai? 2023 mein poore honge mere dreams 2023 jab sabse highest honge streams 2023 mein sabko hoga ye yakeen Ke independent artist ke liye kuch bhi nahi hai na-mumkin (Haan) Koyele ke khaan se tarasa hua heera main Sober hi bohot hard hun, nahi pee raha koi madeera main Utha utni baar jitni baar beta gira main Label artist nahi phir bhi mehengi life jee raha main Ye koi pateli nahi kar raha, main inspire hun Bina fooke, bine peeye, aise hi full fire hun Hate nahi lala, mujhe kar rela admire tu Koshish karta reh, varna kehlayega kaayar tu Dene pe aaun to phir dete rahunga din-raat Gyaan se leke shot, tum log kha lena phir mil-baant Tujhe lagega ki is scene ka tu patel hai To galat fehmi door karne, aaja milne bindaas Beta jo kar raha main bilkul mazaak nahi hai Independent chalne ke liye tu itna sharp nahi hai Confident apun day one se, kya Pehle se hi pata tha ki future apna dark nahi hai Unchaai pe baith ke alag hi maza hai Haan! Aas-paas koi nahi hai Mic check! Chal eh! Bina deal liye bhai tera faila lala pura duniya Mujhse bhidna nahi varna hila dunga tera duniya Shana mat samajh tujh se zyada dekha maine duniya Beef ke baad bachkane ban jaate yahan pe Mr. India Kiya koshish din-raat, liya sapna jeet Kisi auzaar se kam nahi hai apna jeeb Inko malum hai main bantai lala kahan pe Jahan pe inke gaane bajte nahi hai, wahan pe bajta apna geet Jo bhi hope maange life mein unke liye mera geet Jo bhi maange beef, diya gaad maine chhe-saat feet Sab bana rahe gaana, mujh sa khaana kisi ka pak raha nahi G.O.A.T. maane khud ko tu, main ban ke aaya Bakra Eid [?] mein macha dale, [?] wala nahi Topper hun main das mein se nau wala nahi Bina kaanch wala chashma ye sau wala nahi Main hip-hop ka hun badshah be, wo wala nahi