Ek room lena mushkil tha, aaj teen-chaar flat hain Laptop ke deewane, aaj sab kuchh Mac hai Paanch-sau mein kiya main shows, Pachees lakh hain Wo bhi indoor, outdoor to stadium pack hain Jab bhi gaane daloon beta, har baar comeback hai Beta bars nahi sirf, spit karta facts pe Jitna dream tha kamana, utna bharta tax main Maa-baap mere proud, beta karta rap hai Haan, betaa kya karta hai? Beta karta rap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Haan, beta kya karta hai? Beta karta rap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Nine to five job nahi, chaubbis ghanta kaam karte Samay ko jo dekhe na, wohi log beta naam karte Mehnat kar yahan pe, zameen ke neeche aaraam karle Neeche jo giraare, khade honge wohi salaam karne Bina deal liye, bade sapne dekhra tha Jeera dream life kyunki gaane itne fekra tha Taang kheenchne mein apne wale maahir hain Wo sathi nahi, taang kheenchane wala kaikda tha Gullak mein chillar jama karte the Aaj assi laakh deke, khadi gaadi neeche ghar ke be Hustle apne beta road pe thi Aaj apan crorepati bina koyi sawal-javab karke be Bina label ke kaise jeetne ka sikhaya main Torch mere haath main, ye rasta bhi dikhaya main Rasta ye bhaag, jaise khol dala bhai ne ki Independent artist bhi kama sakta bataya main Akela karaa main, jaahir hain log jalenge Crore'on ka sona beta, maa ke haath aur gale mein Jiske dil mein tha khot, wo sab chale gaye Saaf jiska dil, beta saath wahi chalenge Main dost banana janta nahi, aur dost banana chahta nahi Dost banaya jis'se, wo dost ban'na jana nahi Bana main kameena, kyunki bhalayi ka zamana nahi Zaroorat pe chala gaya, to wapas laut ke aana nahi Jo bhi hain tu real reh be, duniya se sharmana nahi Jitna diya main, utna kisne diya gaana nahi Khud se main banata hun, wo log bole gavaanaa nahi Rulana nahi, maa-baap se keemti koyi khazana nahi Bina jaankari log, aane dete bas salaah hain Poori raat karun kaam, apun chaand ki tarah hai Beta sun'ne ka sabki, aur karne ka man ki Duniya mein tu aaya, ek mehman ki tarah hai Parivaar se koyi industry mein nahi hai Aaj meri tarah industry mein koyi bhi nahi hai Sab saale jalte hain, jab bhi apun chalte hain Mila mujhe sab beta, jo bhi mujhe chahiye (Sab kuchh) Bina label ke kamayi ka, kar'ra crore'on main kar'ra deal close Khud ka label laya, khud pe kara main yakeen bro Laalach, deta kaagaz, kitne offers kara mana Kyunki independent rehna tha, aaj jeera hun main dream bro Haan, betaa kya karta hai? Beta karta rap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Haan, beta kya karta hai? Beta karta rap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai Emiway Bantai Haan, maaloom hai na?