Ankhiyon se dariya beh gaya, haaye Khwaab wo adhura reh gaya Baarishon ke mausam me hi haaye Alvida mujhe wo keh gaya Deewana tha, deewana hoon, rahunga bhi Wo hai meri, main duniya se kahunga bhi Mohabbat ho gayi thi dono ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Mohabbat ho gayi thi dono ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Zikr tumhara karta nahi hoon Chahe ab mehfil mein Fikr kari naa tu ajj vi aae zinda Toote hue iss dil mein Iss duniya ki iss bheed me Kahi kho naa jaau main Darr lagta hai kisi aur ka Kahi ho naa jaau main Tu khush hai chahe bahaaron mein Tu naa tha mere sitaaron mein Use dekhe huye bhi yaaro Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Mohabbat ho gayi thi dono ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Aaa...