Itna tera intezaar kiya Dil ko khafa sau baar kiya Tujhse wafa maine ki iss kadar Teri judaayi se pyaar kiya Toot jaayein jo rishte Laazmi toh nahi yeh Ke dilon se mohabbat ho khatam Baarishon mein jab Yaad aate ho tum Bheeg jaata hun main Muskuraate hain gham Main zameen ki tarah Tarsa hun pyaar ko Baadalon ki tarah Laut aao sanam Baarishon mein jab Yaad aate ho tum Bheeg jaata hun main Muskuraate hain gham Chorrh ke mujhko jahan baithe ho Kaisa wahan nazara lagta hai Chorrh ke mujhko jahan baithe ho Kaisa wahan nazara lagta hai Torrh ke pairon mein jo rakha hai Woh dil hamara lagta hai Jaanta hun main yun toh Tum kabhi na miloge Phir bhi tumko hi dhoondein yeh kadam Baarishon mein jab Yaad aate ho tum Bheeg jaata hun main Muskuraate hain gham Main zameen ki tarah Tarsa hun pyaar ko Baadalon ki tarah Laut aao sanam Baarishon mein jab Yaad aate ho tum Bheeg jaata hun main Muskuraate hain gham