Peeth pe leke kitne waar chal raha hun Phir bhi dil mein leke pyaar chal raha hun Rab se karke kuch sawaal chal raha hun Mujhe kal ka pata ni filhaal chal raha hun Baste mein leke jeet haar chal raha hun Har cheez ke liye main taiyaar chal raha hun Leke teri dream car chal raha hun 10 12 13 14 15 saal chal raha hun Papa ki chappalein daal chal raha hun Norway se leke nepal chal raha hun Bar upar har saal kar raha hun Har saal mile hate har saal chal raha hun Leke hathi jaisi khaal chal raha hun Badi hoshiyaari se khud ko sambhaal chal raha hun Kabu mein rakhke zabaan chal rahun Kabhi tez kabhi banke nadaan chal raha hun Sath mein mere shaitaan chal raha hai Hath mein leke main geeta aur puraan chal raha hun Sir pe baandh ke kafan chal raha hun main Dil mein leke ek tufaan chal raha hun Peeth pe leke kitne waar chal raha hun Phir bhi dil mein leke pyaar chal raha hun Rab se karke kuch sawaal chal raha hun Mujhe kal ka pata ni filhaal chal raha hun Peeth pe leke kitne waar chal raha hun Phir bhi dil mein leke pyaar chal raha hun Rab se karke kuch sawaal chal raha hun Mujhe kal ka pata ni filhaal chal raha hun Sar neeche karke kaam kar raha hun Zindagi apni fans ke naam kar raha hun Aane wali kamse kam das pushtein yaad rakheingi Itna badaa naam kar raha hun Mehnat ka na hi koi tod na koi jod hai Mere iraadon ki sadak pe na koi mod hai Lehje mein guroor meri chaal mein marod hai Meri har chauth paanchvii baat mein karod hai Chala main jitna koi chalaa itne saal nai Aur Itne saalon mein mili meri misaal nai Jalaa main kisi aur ke hathon mein mashaal nai Main Baithun jahan wahan uthta koi bhi sawaal nai Kitne khatron ko Taal chal raha hun Samajh ki inki har ek chaal chal raha hun Galatfehmiyon ko paal chal raha hun Dekho kaise Karta main bawaal chal raha hun Superhit gaane likh raha neendon mein Apne sapnon ko sambhaal chal raha hun Aankhein aankhon mein daal chal raha hun Uparwale ka kamaal kamaal chal raha hun Peeth pe leke kitne waar chal raha hun Phir bhi dil mein leke pyaar chal raha hun Rab se karke kuch sawaal chal raha hun Mujhe kal ka pata ni filhaal chal raha hun Peeth pe leke kitne waar chal raha hun Phir bhi dil mein leke pyaar chal raha hun Rab se karke kuch sawaal chal raha hun Mujhe kal ka pata ni filhaal chal raha hun