Aa bhi ja sanam, teri baahon mein 
Aa bhi ja sanam, teri baahon mein 
Rock this party tonight 
Rock this party tonight 

O mere khuda (dil hua fida, rock this party tonight) 
O mere khuda, dil hua fida 
Bekhabar do jahan se main hua 
O mere khuda, dil hua fida 
Haadsa ye na jaane kab hua 
O mere khuda 

Khwabon mein sirf main aaunga, palkon mein main to reh jaaunga 
Yaadon mein aks hoga mera, kisi ko milega nahin mera ptaa 
O mere khuda, dil hua fida 
Bekhabar do jahan se main hua 
O mere khuda, dil hua fida 
Haadsa ye na jaane kab hua 

Aa bhi ja sanam, yun na kar sitam 
Teri baahon mein marr mitenge hum 
Aa bhi ja sanam, yun na kar sitam 
Teri baahon mein marr mitenge hum 

Hey tanha raaton mein baatein hongi 
Unh baaton mein biraatein hongi 
Badla badla zamana saara 
Jab se badli meri ye duniya 
O mere khuda, dil hua fida 
Bekhabar do jahan se main hua 
O mere khuda, dil hua fida 
Haadsa ye na jaane kab hua