Aashiyane ki baat karte ho
Aashiyane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyane ki baat karte ho

Saari duniya ke ranjo gam deke
Saari duniya ke ranjo gam deke
Muskurane ki baat karte ho
Muskurane ki baat karte ho
Aashiyane ki baat karte ho

Haadsa tha guzar gaya hoga
Haadsa tha guzar gaya hoga

Kiske jaane ki baat karte ho
Kiske jaane ki baat karte ho
Aashiyane ki baat karte ho

Aashiyane ki baat
Muskurane ki baat
Tum zamane zamane ki baat
Dil jalane ki baat
Dil jalane, dil jalane ki baat

Aashiyane ki baat
Muskurane ki baat
Tum zamane ki baat
Dil jalane ki baat