Rishton ke saare manzar
Chup-chaap dekhta hoon
Rishton ke saare manzar
Chup-chaap dekhta hoon
Hatho mein sab ke khanjar
Hatho mein sab ke khanjar
Chup-chaap dekhta hoon
Rishton ke saare manzar
Chup-chaap dekhta hoon

Jis mein palla hain mere
Bachpan ka lamha lamha
Jis mein palla hain mere
Bachpan ka lamha lamha
Jis mein palla hain mere
Bachpan ka lamha lamha
Ujhda huaa sa woh ghar
Chup-chaap dekhta hoon
Ujhda huaa sa woh ghar
Chup-chaap dekhta hoon
Hatho mein sab ke khanjar
Hatho mein sab ke khanjar
Chup-chaap dekhta hoon
Rishton ke saare manzar

Chup-chaap dekhta hoon

Dharta hain kitane tohamat
Mujhpe wajood mera
Dharta hain kitane tohamat
Mujhpe wajood mera
Dharta hain kitane tohamat
Mujhpe wajood mera
Jab bhi mein dil ke andar
Chup-chaap dekhta hoon
Jab bhi mein dil ke andar
Chup-chaap dekhta hoon
Hatho mein sab ke khanjar
Hatho mein sab ke khanjar

Chup-chaap dekhta hoon

Rishton ke saare manzar
Chup-chaap dekhta hoon

Woh reh guzar kabhi jo
Manzil ki iptdaa thi
Woh reh guzar kabhi jo
Manzil ki iptdaa thi
Woh reh guzar kabhi jo
Manzil ki iptdaa thi
Usko main ab palat kar
Chup-chaap dekhta hoon
Usko main ab palat kar
Chup-chaap dekhta hoon
Hatho mein sab ke khanjar
Hatho mein sab ke khanjar
Chup-chaap dekhta hoon
Rishton ke saare manzar
Chup-chaap dekhta hoon