Raat ke sare 4 ana sar pe sawar Overtake karde koi to phir shuru hojati kahr Ghar pe maa bhi bemaar callein arahi lagatar Ghar pe jaldi aaja beta subah jana hai humai bahar Bs 5 minute 10 minute tal raha mai batein Hum 4 baje roll krne do dariya ja rahe Ghar chor de jaani ajj scene mera off hai Pr bolun ye kaise bharam tootne ka khauf hai Ameeron ka shehar hai ghareebon ki khair hai Hawa mai insaaf nhi bs aisa ye shehar hai Humare liye [?] tha ilaka bhi ghair tha Chot hai ya maut hai agar 5 minute bhi thair ta Akar mai ragad de larke sab kattar se chakkar mai parhte nhi Sir khulte pathar se gharwale shak krte tipple pe 70 pe Anna ko thais pohonche hum bhi phir takkar dein Baap unchi flight to phir 2 3 ka dhale mai Mou mari shuru to ragrde mai dalenge Dashboard mai crystal hathon mai pistol Thaney mai setting woh jaan leke hi manenge Katne ka scene karo larna nhi hai Piche hatne ka scene agay badhna nhi hai Aby chor aleem chor inse darna nhi hai Mujhpe ghar ki zimmedari mujhe marna nhi hai Woh power mai tagrde hum mouton ko chakhre Maazrat pe baat aagyi compro mai nakhre Ghalti pe hoke bhi galiyan woh bakre Aye khuda tu aaj rat bs laaj meri rakhre Thokar to parhni thi thokar to lazmi thi Thokar nhi parhti to akal nhi aani thi Kitno ko maazi mai liya tha ragde mai Makafat e amal sahi mainey mai chakhre they Konse contacton pe konsi pr Kaun kiska dost aur kon kiska yaar Ird gird gand dekhein badal te we rang dekhe Us din se pasand mujhe 4 deewar Shehar mai mukbar jal bichhaye khabri Unity ghayab aur larkay sab khabri Hum haq pe hain larkon koi baat nhi hai risk ki Par paison ke agay insaniyat hi pisti Insaniyat hi bikti hai quaid k aagay Hum us raat shehar mai sirf wahid they jaagay Salamat mai pohonch jaon maa parh rahi rakatain Maa afsurda dekh ke ye shehar ke khakay Seedhi baat mou pe hath parda fash Terhi baat mou pe laat hawalat Sare 4 [?] sawalat Bara baap call pe saab challan maaf Hai aiteraaz kyun ke ghanta insaaf Mujhe maaf krne wala sab se khaas Baqi sab zinda lash Baqi gawah itehaas jisne kari hai bhalai woh to zinda hi nhi aaj Is gaane k baad shayad zinda na rahu Tu gawah bs rehna baatein jo kahun Palay barey hum bhi in sarkon pe jaani Kitno ka behta wa dekha hai lahu Mai aaj kuch na kakhun to kal kaun kahega Ziadti hui saamnay to chup hi rahega To kaise tu dekhta hai kal apna acha Jab badmashi kar rah hai 8 saal ka bacha Meray sath mat khel mai pala bara yahin par Jaa ke tu [?] baith ta tha wahin par Apne hi haath to ye lende pari lakri Phir kehtey hain jaani tu aisa to nhi kar Ab bol larkay, ankhein khol larkay Tune kamay woh paise kyun jhol krke Ab bol lrke baatein gol krke Tune bitayi ye raatein kyun roll krke Raaz khol lrkay teri soul bharkay Jab bhi nikalta highway tu toll bharkay Mujhe khauf larkay deti roz sarkein Phirbhi baith ke us cahpter ko close krte Beta baap pe nhi teray koi lakhon key cheque GTA nhi duniya hai cahltey nhi hack Dekhke mujhe khush ye zamana jal ta hai Chalana hai ghar tou kamana to parhta hai Har aik baar mai spit kara fact Charon hi angle se lrke ye wack Soja tu abhi ya lele tu nap Phir uthke tu lena ye reality check