Um, tum to bas tum ho tumhari koi baat aur hai... Main khicha chala aata hun mujh pe na koi jor hai Ho... tum, tum to bas tum ho tumhari koi baat aur hai... Main khicha chala aata hu mujh pe na koi jor hai Tujhe jahan se main chupa lun kahin O tere sang ghar bana lun kahi Ab dil mera kahin lagta nahi O tere bin hai mushkil badi... Ab dil mera kahin lagta nahi O tere bin hai mushkil badi... Ye sham hasin hai lekin ye mujhe raas aati nahi Jo tu door baithi hai kyun mere paas aati nahi Ye sham hasin hai lekin ye mujhe raas aati nahi Jo tu door baithi hai kyun mere paas aati nahi Teri nazar se door ho jaun kahin Is bheed mein na kho jaun kahin Ab dil mera kahin lagta nahi O tere bin hai mushkil badi... Ab dil mera kahin lagta nahi O tere bin hai mushkil badi...