Samandar view
Sapna poora kar diya
Apna kaun? Sab yahan toh mukar gaya
Sakal small se VIP karte call
Dubai baitha dekh kaun tere bhai ne
Sab kar diya Padh liya, khud ko
Jaana kaun hoon main Umeed ki awaaz se mashoor
Hoon main Koi saath nahi diya bas nikaale galti
Yaan Tabhi industry se door hoon

Main Dekhe humne gareebi
Khud ke hum kareebi Bhai-bhai
Karke dhai de ke nikle farebi Bye-bye
Karke fly karke nikle arabic
Ocean ke upar se udham se
Mehekti Jo mujhse jalta woh bhi
'Hi' bolta hai beta Dubai ka
Sheikh abhi 'Bhai' bolta hai
Manager phone pe bas 'Hello'
Bolta hai Agar deal teri weak
Toh phir 'Bye' bolta hai

Samandar view
Sapna poora kar diya
Apna kaun? Sab yahan toh mukar gaya
Sakal small se VIP karte call Dubai baitha dekh
Kaun tere bhai ne sab kar diya
Padh liya, khud ko jaana kaun hoon main
Umeed ki awaaz se mashoor hoon main
Koi saath nahi diya bas nikaale galti yaan
Tabhi industry se door hoon main

Duniya ne ye sikha diya Bure waqt pe
De gaaliyan, kaamyaabi pe taaliyan
Tabhi humne kama liya Farak nahi
Pasand kare ya nahi, haan mujhe
Kisne kya diya Khud mehnat kiya
Sapna poora kiya Karoon dua uske
Liye bhi jo bura kiya Mera present
Mera tohfa beta, past ko main bhula
Diya Faaste alfaaz se, alfaaz se sab
Dugna kiya Honge kuch raat khud se baat
Karke rona hoga Kaafi hain haath jinka
Saath tujhe khona hoga Khuli aankhon mein
Apna khwaab leke sona hoga Phir tu bolega
Sab kuch aane de jo hona hoga Kaise khelega
Tu vishwas waala chehra dhoka Chalna aasaan
Nahi in raaston pe dard hoga Fal jo milega
Kismat ka nahi hoga, mehnat ka hoga Tabhi
Sab paar karke baitha idhar maine dekha

Samandar view
Sapna poora kar diya Apna kaun?
Sab yahan toh mukar gaya
Sakal small se VIP karte
Call Dubai baitha dekh kaun
Tere bhai ne sab kar diya Padh liya
Khud ko jaana kaun hoon main
Umeed ki awaaz se mashoor hoon
Main Koi saath nahi diya bas
Nikaale galti yaan Tabhi industry
Se door hoon main