Jab bhi main khwabon mein hota hoon Sab ko hain lagta main sota hoon Hota hoon sab se jo main judaa Uski panaho mein hota hoon Duniya mein jo bhi alag hain Lagta kyu sabko galat hain Shiddat se gaadhi hain zid meri Par woh bhi muddat talak hain Sabki nazar mein kamzor hoon Sabki nazar mein kuch or hoon Maana bhi manaam bhi Mujhe mein chhupa hoon Pehchaan bhi Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara Ho jab se main kab door jaata hoon Khud hi dil pana dukhata hoon Barfile dhoop le haath mein leke Phir chaand ko bhi jalata hoon Sab ki nazar mein kamjor hoon Sabki nazar mein kuch or hoon Maana bhi manaam bhi Mujh mein chhupa hoon Pehchaan bhi Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara Siyah tara, siyah tara